Sunday 17 April 2011

Dil ka kya hai woh to,


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Dil ka kya hai wo to, ap ko hi sochta hai
Katha nahi hai ye, ek saath pane ki khawisk baki hai
Saath reh sake mumkin nahi hai per ,Zindagi me chahat abhi bhi baki hai
Hum un kush nasib valoon me hai , jinke dil me kasak abi be baaki hai
Zindagi katam kar deena tik nahi hoga ,kyo ki ek muluqat abi bhi baki hai,
Khuda se khena dua kabol kare, ki kayi armaan abi bhi baki hai
Agar kar sake to itna kar, manzoor kar fariyad,
ki milna abhi be baki hai,Agar poori na karska ye khawish to yaad rakh
ki ek insaan ka karz abi bhi baki hai.

No comments:

Post a Comment

Hello

Happy Makar Sankranti

Recent Story

Featured News

Back To Top